Ayansh Health Clinic – Aapki Sehat, Hamari Zimmedari
Naak, Kaan aur Gala (ENT) se judi samasyaon ke visheshagya Dr. Jay Prakash (MBBS, MS - ENT Specialist) dwara uchch star ki paramarsh aur upchar uplabdh hai. Kaan me dard, sunai kam dena, kaan se paani aana, naak band rehna, sinus, allergy, gala dard, tonsil aur anya ENT rogon ka vishwasniya ilaaj ek hi chhat ke neeche.
Hamare anubhavi doctors: • Dr. Jay Prakash – ENT Specialist • Dr. Pankaj Kumar – General Physician • Dr. Shanu Prabhakar – Pediatrician (Child Specialist) • Dr. Priyanka Roy – Gynecologist & Obstetrician
"Kaan, Naak aur Gala ki har samasya ka vishwasniya upchar – Dr. Jay Prakash ke saath."
Ayansh Health Clinic me rogi ko sahi paramarsh, uchit ilaaj aur dayitvapurn seva pradan ki jaati hai.
📍 Imlichatti Road, Juran Chapra, Near Mahesh Babu Chowk, Muzaffarpur, Bihar – 842001 📞 8295120237, 9934692036
