Ayansh Health Clinic – Jahan Vishwas Milta Hai Behtar Ilaaj Se
Published
Kaan ki sunwai ho ya naak ki saans, gala ki takleef ho ya sehat ki aas Ayansh Health Clinic mein har mareez ko milta hai anubhav, vishwas aur behtar upchar.
ENT Visheshagya Dr. Jay Prakash dwara kaan, naak aur gala se judi samasyaon ka vishwasniya ilaaj. Sunai kam dena, kaan mein dard, sinus, allergy, tonsil, gala dard aur naak band rehne jaise rogon ka safal upchar uplabdh hai.
Hamare Visheshagya Doctors: • Dr. Jay Prakash – ENT Specialist • Dr. Pankaj Kumar – General Physician • Dr. Shanu Prabhakar – Child Specialist • Dr. Priyanka Roy – Gynecologist & Obstetrician
Tagline: Sahi Doctor, Sahi Salah, Sahi Ilaaj Ayansh Health Clinic.
📍 Imlichatti Road, Juran Chapra, Near Mahesh Babu Chowk, Muzaffarpur
